मुझे कबूल हाउ हर दर्द हर तकलीफ तेरी चाहत में
सिर्फ इतना बता दो क्या तुम्हे मेरी मोहब्बत कबूल है
चुप हूँ तो पत्थर न समझ मुझे
दिल पे असर हुआ है किसी अपने की बात का
KUCH NA PUCHO, KUCH NA BOLO,
MUJ KO AKAILA REHNAI DO,
MAI AKAILEA SAHAI MAI ACHI,
MUJAI DUNIYA SAI NAFRATH HONAI DO!!!!!!!!!!!!
कुछ लोग ज़िन्दगी में आते है सिर्फ रुलाने के लिए
best lines said by a broken heart boy to god...
ae khuda ishq mat krna warna bahut pachtaega...
hum to mrke tere paas aayenge magar tu kiske paas jayega..
फासले तो बड़ा रहे हो मगर याद रखना
मोहब्बत बार बारयूँ किसी पे महेरबान नही होती
Koi kisi k dard me shamil nahi hai,
Har ada husn k kabil nahi hai,
Sab kuch luta kar samajh me aaya,
Yeh duniya pyar k kabil nahi hai.
हैरान हूँ तुम्हारे हसरतों पर मैं
हर चीज माँगी तुमने मुझसे मुझे छोड़कर
मैं हँसता हूँ तो बस अपने ग़म छिपाने के लिए
और लोग देख के कहते है काश हम भी इसके जैसे होते
jab kuch sapne adhure rah jate hai,
tab dil k dard ansu banker bhe jate hai,
jo khte haiki hm sirf apke hai,
pata nhi wo kaise alvida keh jate hai.
Fareb tha unki hasi mai, ashiq samj baithe
Maut ko hm apni zindgi samj baithe
Ye waqt ka majak tha ya hmari badnsibi
Unki do bato ko Mohabbat samaj baithe
बहुत लाज़मी था उनका.. मग़रूर हो जाना,
इश्क़ नही इबादत उनकी.. कर बैठे थे हम
Dard jigar mein uttha hai, koi marham lagane vala nahin
Aag lagti hai dil mein, koi bujhaane vala nahin
Kis se umeed rakhe hum iss bhare jahan mein
Har kisi ne rulaaya iss qadar, koi hansaane vala nahin
Dard ka ehsaas hota he kanton pe chalne k baad
Aag ki tapis hoti he aag pe chalne k baad
Mat karo humse baat kabi magar yaad rakna
Hamari kader hogi apko hamare mar jane ke baad
Dard Main Dil Ke Muskurane Se
Yaad Aaye Kuch Log Purane Se
Main To Do Kadam Bhi Nahi Chal Sakta
Tu Hi Aaja Kisi Bahane Se
Dard se dosti ho gayi yaaroo
Zindagi bedard ho gayi yaaroo
Kya huwa jo jal gaya aashiyana hamara
Door tak roshni to ho gayi yaaroo…..
Dekhte hai aaj hum us raah ki viraniya,
Yaaro sang kati janha kitni tanhaiya,
Guzra wo daur bichhad gaye sab DOST,
Saath rah gayee to bas un lamho ki kahaniya.
Dil Aaj Khush Bhi Magar Udaas Bhi Hai
Tu Door Sahi Magar Mere Paas Bhi Hai
Aik Honge Na Kabhi Magar Ais Ki Aas Bhi Hai
Bujhe Gi Na Kabhi Magar Yeh Pyaas Bhi Hai
Dil dard ke samander me doob gaya, magar in ankho se roya na gaya,
Tha itna pyaar ess Dil me, ki uske bagair kabar me bhi soya na gaya.
मुहब्बत करने से फुर्सत नहीं मिली यारों,
वरना हम करके बताते नफरत किसे कहते हैं